Ak Premi kehta hai Khuda se..
E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.
Kuch bikhre sapno se aankhon mein nami hai,
Ek chota sa aasma aur umidon ki zameen hai,
Yu bahut kuch hai zindagi mein Sirf jo dost nazro se dur hai unki Kami hai!!
judaai ke yeh lamhe kitne ajeeb hai
Tu door ho ke bhi mere kareeb hai
Hum ek hokar bhi anjaan hai ek duje se
Yeh kaisi hamari naseeb hai
Teri qurbat mili...magar tera sahara na milaa..
Kareeb pahunch kar bhi sahil ka kinara na mila
Dekhta raha gaur se main hatheli apniii
magar mujay apni kismat ka sitara na mila..
Yaado main kabhi app bhi khoye honge
Khuli aankho se kabhi app bhi soye honge
maana hasna hai aadat ghum chupaane ki
par haste haste kabhi app bhi roye honge

Comments
Post a Comment