Monday, February 13, 2012

Happy Valentines Day | Spacial Day | Bin Aapke Kuch Bhi Accha Nahi Lagta


Log kehte firte hai jisse
hum Pyaar karte hai
wo ek chand ka tukda hai,

Par unhe kyaa pata jisse
mai Pyaar karta hun
Chand uska ek tukda hai.
I Love You !!!

***Happy Valentines Day***


Jab bhi ye dil udaas hota hai

Jane kon aas pass hota hai
Kissi ko dundti hai ye nazare
Kissi ke na hone ka ahsaas hota hai
Jo roz kare muj ko SMS pyare
wo shkas bhi bada khaas hota hai…

Ager Zindagi mai judai na hoti
To kabhi kisi ki yaad aai na hoti
Sath hi guzarta her lamha to shayaed
Rishton mai yeh gahrai na hoti…

Hum tere sath chalenge tu chale na chale,
tera har dard sahenge tu kahe ya na kahe,
hum chahte hai ki tum sada khush raho,
hum chahe rahe ya na rahe…

Aankhon ki berukhi acchi nahi hoti,
Yaaron se doori achhi nahi hoti
Kabhi kabhi mila kariye hamse,
har waqt SMS se baat puri nahi hoti…

Bin Aapke Kuch Bhi Aacha Nahi Lagta,
Ab Mera Wajood Bhi Saccha Nahi Lagta.
Sirf Aapke Deedar K Intezaar Me Kat Rahi Hai Zindagi..,
Varna Kabki Maut Ki Aagosh Me So Jati Ye Zindagi.
Laut Aao K Aapke B’gair Ek Lamha Nahi Kat Ta
Bin Aapke Kuch Bhi Accha Nahi Lagta…

** Happy Valentines Day **

Saturday, February 11, 2012

Shyari in Hindi | HUMNE BHI GAMO PE HASNA SIKH LIYA HAI

DARD HOTA NAHI
SEENE MEIN AB TO
HUMNE BHI GAMO PE
HASNA SIKH LIYA HAI

MELTE HAIN SABSE HUM
AJNABEE KI TARAH
HAMNE BHI APNO SE
MILNA SIKH LIYA HAI

ZAMAANE KE CHALAN SE HUM BHI WAKIF HAIN
HUMNE BHI RANG BADALNA SIKH LIYA HAI

UNKE DARD KO SEENE ME SAJA RAKHA HAI
HAMNE UN ZAKHMO KO SEENA SIKH LIYA HAI

Thursday, January 12, 2012

Varanasi City | Hamara Shahar Banaras-हमारा शहर बनारस

ये बनारस है एक शहर है कहते है इस शहर में कोई भी भूखा नही सोता इस शहर में कोई मरता नही क्योकि , इस शहर में यमराज को आना मना ही है , इस शहर में लोग ख़ुद से मोक्ष पाने चले आते है , कहते है यहाँ मरने पे स्वर्ग मिलता । इस शहर में लोग ३६५ दिन त्यौहार मनाते है और मस्ती करते है दुःख यहाँ दीखता नही , सुख यहाँ टिकता नही लेकिन ये शहर रुकता नही हर गली में मन्दिर है ,हर मुहल्ले में मस्जिद चारो छोर पे गिरिजा ,और गुरूद्वारे । कही पंजाब तो कही गुजरात ,कही बंगाल और महराष्ट्र, और कही मद्रास इस शहर में दीखता है फैशन के दौर में भी, एक गमछे में ही ये शहर जी लेता है इतना ही नही नही ये शहर भारत रत्तन भी देता है फटी धोती और सफारी शूट एक ही दुकान पे चाय पिता है इस शहर का नाम पूछने पे कोई इसे काशी कोई वाराणसी और कई बनारस कहता है लेकिन अपने शहर की परिभाषा हर आदमी कुछ यु बताता है खाक भी जिस जमी का पारस है वो शहर हमारा बनारस है

Tum dil se agar poochoge

Umeedon wali dhoop, sunshine wali aasha

Rone ke wajah kam hai, hasney ke bahaney zyada…
Zidd hai muskurayengein, khush rehne ka hai waada…

Umeedon wali dhoop, sunshine wali aasha

Tum dil se agar poochoge, woh khush rehna hi chahein
Jab sachey mann se maango, toh khul jaate hai raahein
Toh khul ke khushi lutao, yeh kya aadha aadha.

Umeedon wali dhoop, sunshine wali Aasha !!!

Friday, January 6, 2012

Lovely SMS Shayari in Hindi - Shayari SMS


** Tum chat per na aaya karo din **

Tum chat per na aaya karo din ko rat samajh ker,
Log eid mana lenge tumeh chand samajh kar...



**Tum khafa hogaye to koi khushi**

Tum khafa hogaye to koi khushi na rahegi,
Tere bina chirago mein roshni na rahegi,

Kya kahe kya guzregi dil par,
Zinda to rahenge par zindagi na rahegi.



**Tumse dosti karne ka hisab Na**

Tumse dosti karne ka hisab Na aya
Mere kisi V sawal ka jawab N aya.
Hum to jagte rahe tumhari hi khayalo me
or tumhe so kar V hamara khawab N aya



**Har yaad me uski yaad rehti hai**

Har yaad me uski yaad rehti hai
Meri aankho ko uski talash rehti hai
kuchh tum bhi dua karo dosto suna hai
Dosto ki fariyad me khuda ki fariyad hoti hai



**Jo Koi Na Kar Saka Wo HUm Kar Denge**

Jo Koi Na Kar Saka Wo HUm Kar Denge,

Apke Mobile Ko Sms Se Bhar Denge,

Himat He to SMS Karo,

Varna Hum Akele Hi Tumahri Naak Me Dum Kar Denge..



**Mohabbat bewafa k siwa kuchh bhi**

Mohabbat bewafa k siwa kuchh bhi nahi,
Duniya gam k siwa kuchh bhi nahi.
Unke pas hamare siwa sab kuchh hai,
Par hamare pas unke siwa kuchh bhi nahi.



**ACP pradyumn: Daya, ye darwaza**

ACP pradyumn: Daya, ye darwaza tod do. . .

Wah wah . .

Daya ye darwaza tod do. . .

Wah wah . .

Daya: Sir, ye Refrigerator ka darwaza he. Isse to chhod do.



**Lmha lmha waqt guzar jaega**


Lmha lmha waqt guzar jaega,
7 fero k sath koi tumse bandh jaega,
abhi b waqt h kisiko patalo,
kya pata kal kiska pataya hua maal
Tmhre gale padh jaega.



**Teri yaad jo aati hai to kuch**

Teri yaad jo aati hai to kuch aaisi aada hoti hai
Ankhoon ko band kar k us ko main sochoon to
Khamosh andharay main bas uski nigaah hoti hai

Wednesday, January 4, 2012

Atma Ajar - Amar Hai : आत्मा अजर-अमर है

हिन्दू समाज उपनिषदों और गीता में वर्णित आत्मा की अमरता को स्वीकार करता है । गीता में कहा गया है- वासांसि जीर्णानि यथा विहाय नवानि गृह्णाति नरो पराणि । तथा शरीराणि विहाय जीर्णा- न्यन्यानि संयाति नवानि देही । जीर्ण वस्त्र को जैसे तजकर नव परिधान ग्रहण करता नर । वैसे जर्जर तन को तजकर धरता देही नवल कलेवर । नैनं छिन्दन्ति शस्त्राणि नैनं दहति पावक: । न चैनं क्लेदयन्तापो न शोषयति मारुत: । शस्त्रादि इसे न काट पाते जला न सकता इसे हुताशन । सलिल प्रलेपन न आर्द्र कर खा न सकता प्रबल प्रभंजन ।

Sabse bada mantr gaayatri mantr hai : सबसे बड़ा मंत्र गायत्री मंत्र

हिन्दू समाज गायत्री मंत्र को ईश्वर की आराधना के लिए सबसे बड़ा मंत्र मानता है जो इस प्रकार है- ॐ भूर्भुव: स्व: तत्सवितुर्वरेण्यं भर्गो देवस्य धीमहि धियो यो न: प्रचोदयात् । (भावानुवाद) ओम् ईश अनादि अनंत हरे । जीवन का आधार स्वयंभू सबमें प्राण भरे । जिसका ध्यान दुखों को हरता दुख से स्वयं परे । विविध रूप जग में व्यापक प्रभु धारण सकल करे । जो उत्पन्न जगत को करके सब ऐश्वर्य भरे । शुद्ध स्वरूप ब्रह्म अविनाशी का मन वरण करे । दिव्य गुणों से आपूरित जो सुख का सृजन करे । वह जगदीश्वर बुद्धि हमारी प्रेरित सुपथ करे ।