Rose Day SMS in Hindi



Phool bankar muskarana zindagi hai !
muskarake gum bhulana zindagi hai !!
jeet kar koi khush ho to kya hua !!!
haar kar khushiya manana bhi zindagi hai !!!!

************

Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti,
Jab tanhai me aapki yaad aati hai,
Hontho pe ek hi fariyad aati hai,
Khuda aapko har khushi de,
Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai !!!

Happy Rose Day my love. Im missing you... :(

Comments

Post a Comment